परछाईं ! ……. Parchhaain !
मेरी ही परछाईं , ज़िन्दगी मुझे सिखलाती है,
इशारों में मुझे , वक़्त का हाल समझाती है,
सर पे हाथ हो उजालों का , तो रहती छोटी,
दूर हो रौशनी , तो मुझसे बड़ी हो जाती है !
रवि ; अहमदाबाद ; ३ दिसंबर २०११
Meri hi parchhaain , zindagi mujhe sikhalaati hai,
Isaaron mein mujhe , waqt ka haal samjhaati hai,
Sar pe haath ho ujaalon ka , to rahti chhoti,
Door ho roshni to , mujhse badi ho jaati hai !
Ravi ; Ahmedabad : 3 December 2011..